Home About Contact Privacy Disclaimer

Get Hosting at Cheap Price


Home Tech-GK How to Blogging Computer Health

HIGHLIGHTS

HOW TO DELETE FACEBOOK ACCOUNT PERMANENTLY ? (IN HINDI)

DELETE FB ACCOUNT PENMANENTLY.

Hello friends hope you fine, so friends aj hum baat karete hai facebook account ke bare me jo ki most popular social site hai, facebook par to sabhi account banate hai par kabhi kabhi kuch bhi wajah se hume facebook account delete karne ki zarurat pad jati hai but sabki apni apni wajah hoti hai ispar hum jyada nahi bol sakte hai to isme log bas usse deactivate hi kar pate hai deactivate karne par agar hum again account me log in karenge to hamara account reactive hojata hai, but aj hum baat kar rhe hai facebook account ko PERMANENTLY DELETE karne ke bare me, so friends apko kuch steps follow karna hai jo me batane wala hu jisse ap apna facebook account ko hamesha ke liye delete kar sakte hai facebook account ko permanently delete hone me 14 days ka time lagta hai, so friends Let's Start -

STEP-1 : sabse pehle yaha CLICK kare our log in karle. (agar ap pehle se login hai to STEP-2 dekhiye)






STEP-2 : ab Delete account par Click kare.


STEP-3 : ab apna password dalkar Continue button par click kare.


STEP-4 : ab yaha hume account deletion confirm karna hai so Delete Account button par click kare.


STEP-5 : ab ap log out hojaoge apko firse LOG IN karna hai.


STEP-6 : ab apka account delete ke liye Scheduled kar diya gya hai ab CONFIRM DELETION par click kare.

STEP-7 : jaise hi ap confirm deletion par click karoge apke samne ek log out ka option ajaega so ap log out kar dijiye.



CONGRATULATIONS ! Friends apka fb account permanently delete hone ke liye ready hai but account delete hone ke liye bas apko 14 days ka wait karna hoga agar ap ab firse log in karoge to apka account niche image me dekhiye iss tarah se dikhega.



ab 14 days ke bad apka ac automaticaly permanent delete ho jaega agar ap Account Delete karna nahi chahteh hai to ap 14 days ke andar apne account deletion ko cencel bhi kar sakte ho.

so friends agar apke kisi friends ko bhi fb account delete karna ho to unhe iss site ke bare me bataye our iss post ko share kare.

No comments

Friends if you have any type of questions,queries or suggestion so please tell us on comment.

Thanks for visit...